Facebook account kaise banaye aur apni new facebook id kaise banate hai ki jankari: Facebook dunia ka sabse badha social network hai. Aj har ek parsons facebook par apna accounts banata hai. Aj ka time social network ka hai. Log social network par aj jayada active rahte hai. Jin logo ne aj ke time me facebook par account nahi banaya hai bo aj bhi purane jamane me ji raha hai.
Facebook kya hai
Yah ek social network hai. Hum facebook par apna ek account bana lete hai aur iske jariye hum apne new dost bana sakte hai aur dosto ke sat judhe rah sakte hai. Facebook dunia ka number 1 social network hai. Aur ek bat yah bilkul free hai. Hum facebook ko free me bana sakte hai. To chaliye sikhte hai ki apna new facebook account kaise banaye.
Facebook Account Kaise Banaye And How To Create Facebook Account Hindi Me
Step 1. Sabse pahle www.facebook.com par jaye
Step 2. Ab ek window show hogi. Jisme hume create an account option ko fill up karna hai.
a) First apna naam fillup kare or uske samne apna surname bhi fill up kare
b) Yanha par hume do option email id or mobile number me se ek ko bharna hai.
c) Apna password bhare.
d) Apni birthday date bahre.
e) Yanha apni category bahre ki ap male ho ya female.
f) Ab sign up par click kare.
Step 3. Sign up click karte hi ek popup window show hogi. Jisme hume apne account ko ek code se verify karna hoga.
a) Agar apne apna mobile number dala hai to facebook apke number par ek code massage send karega. Is code ko yanah par bhare.
b) Agar apne email account dala hai to apko facebook se ek verify ka massage apke email inbox me aaya hoga. conformation link par click karte hi ap facebook par redirect pahunch jaoge.
Note - Ap facebook account ko uper diye gaye kisi ek option se hi verify kar sakte ho.
Ab apka facebook account ban kar teyar ho gaya hai. Ab ap apne facebook me apni profile pic dal do and other edit option ko bhi set kar do. Ab ap apne dosto and family ke sath judh sakte ho.
Agar apko facebook account kaise banaye me koi problem aati hai to comment se puche me apki help karne ki puri koshish karunga.
I Hope, apko yah post helpfull lagi ho.
Agar apko yah post achi lage to ise social media me apne dosto ke sath share jarur kare taki apki bajah se kisi ki help ho sake.


No comments:
Post a Comment