Agar aap ne facbook page banaya hai or ap apne facebook page par apne blog ki posts ko share karna chahte ho. But ap nahi jante ho ki apne blog ki post ko facebook page par share ya publish kaise karte hai to ap is post ko last tak padhe. Kiun ki yah content apni post ko facebook page par share kaise kare par hi di gayi hai. To chaliye sikhte hai.
Hume Apni Post Facebook Page Par Kiun share Publish Karni chahiye
Blog ki post ko facebook page par isliye share karna chahiye. Kiun ki facebook dunia ka sabse badha social network hai. Facebook ko crodon log chalate hai. Agar hum facebook page banate hai or is par apni post ko share karte hai to hum apni post ko lakho logo tak pahuncha sakte hai. Jisse humare blog ka traffic bhi increase hota hai. Isliye hume apna facebook page create karna chahiye or isme apne friends ke sath apni post ko share karna chahiye.
Agar ap nahi jante ho ki apna facebook page kaise banaye to isse padhe.
Apne Blog Post Ko Facebook Page Par Share Kaise Kare
Apne blog ki post ko facebook page par share karne ke liye apko sabse pahle apni website ya blog ko browser par search kare or apni site me jakar facebook share button par jakar apni post ko share kare. To chaliye kaise kare shikhte hai.
Step 1.
1. Apne blog ko browser par search kare.
2. Ab apni site ko open kare.
Step 2.
Ab apki website open ho gayi hai.
1. Ab ap us post ko open kare jisko ap facebook page par share karna chahte ho.
1. Ab ap us post ko open kare jisko ap facebook page par share karna chahte ho.
2. Ab is post ke last me social media share option par jaye. In share option me facebook option ko click kare.
Step 3.
Facebook option par click karte hi apke samne ek new page open hoga. Ispar hume apni post ko facebook page par share karna hai.
1. Is option par click karte hi apke samne share option show honge.
1. Is option par click karte hi apke samne share option show honge.
📝-Share on your own Timline: Isse hum apni post ko apne facebook timeline par share kar sakte hai.
🚻- Share on a friend's Timeline: Is option se hum apni post ko apne friends ke timeline par share kar sakte hai.
👪-Share in a group: Is option se hum apni post ko group par share kar sakte hai.
📅- Share in an event: Isse hum apni post ko apne facebook event par share kar sakte hai.
📅- Share in an event: Isse hum apni post ko apne facebook event par share kar sakte hai.
🏴-Share on Page you manage: Yah option humari post ko facebook page par share karta hai. Hume apni post ko facebook page par share karne ke liye is option par click karna hoga.
💬-Share in a private massage : Iske jariye hum apni post ko kisi friends ko massage karke share kar sakte hai.
Uper diye huye option se hum apne blog ki post ko facebook par share kar sakte hai. But humne apni post ko facebook page par share karna hai.
2. Isliye ab hum "share on page you manage" option par click karenge.
2. Isliye ab hum "share on page you manage" option par click karenge.
3. Ab post to facebook option par click kar dijiye.
Click karte hi apki post facebook page par publish ya share ho jayegi. Ab ap apne facebook page par share ki hui apni post ko dekh sakte ho.
Agar apko apne blog post ko facebook page par share kaise kare me achi bhi koi problem aye to mujhe comment karke puche. Me apki help karne ki puri koshish karunga.
I Hope, apko yah post achi lagi ho agar yas to is post ko apne social media platform par apne dosto ke sath share kare.














