Aj is post me janege ki apne blog post ko search engine me high rank kaise laye. Agar ap apne blog post ko search engine me top rank dena chahte ho to in top 20 seo tips ko fellow kare. To chaliye sikhte hai blog post ko search engine par top rank par kaise laye top 20 useful seo tips.
Search engine me apne blog ko top ranking me lana sabhi bloggers ki ichha hoti hai. Bloggers apne blog ko top rank dene ke liye kayi parkar ki seo tips and trikes ko follow karte hai. Mene bhi isi topic se related apni yah post likhi hai jiska name hai search engine me top ranking pane ke most powerfull 20 seo tips.
Is post me supper top 20 full seo tips diye hai.jiinko use karke ap apne blog ko google search engine me achi top ranking hasil kar sakte ho.
Agar ap blogger hai to ap jarur sochte honge ki apni post ko google search ingine me top ranking par kaise laye. Me apko yanha par clearly bata dun ki blog ko search engine me achi top ranking me lane ke liye koi short cut nhi hai. Apko in seo tips ko apne blog post me use karna hi hoga tabi ap google search ingine me apni post ko achi top ranking par la sakte ho
Agar hum seo ke bina apni post ko google search enigne me pablish karte hai to humari post black hate seo ka shikar hoti hai jisse humari post ko google par bahut nukasan udana padta hai or google search ingine without seo bali post ko top rank nhi deti. Isliye hume full seo bali post ko hi google par pablish karna chahiye.
Sabhi professional bloggers apni post ko search engine me top rank par lane ke liye ek strategy bana kar chalte hai. Jiske bare me boh apne readers ko nhi batate. Aj me apko is post me un sab secret ke bare me btaunga jiske dvara professional bloggers apni post ko google me achi top ranking dete hai.
Google search ingine me apni post ko top ranking par lana sabhi bloggers ka sapna hota hai. Is sapne ko pura karne ke liye sabhi bloggers din raat mehant karte hai taki unka blog search engine me top par aaye. Apni post ko top ranking me lane ke liye seo tricks ko use karna chahiye . iske liye hume full seo ke sat-sat khuch or tips bhi follow karne hote hai
Google search engine me top ranking pane ke liye ap is post me diye gaye top most powerfull seo tips ko apne blog & post me use kare.
Google ek bahut badi search engine hai . Yah humari post ko google par show karne se pahle us post ki value , search speed etc ko chack karke google me post dikhata hai . Google yah bhi dekhta hai ki post me kya- kya diya hai or post me kon-kon keywords use huye hai , post readers ke liye usful hai, blog ki speed kya hai , or others in sab fectore ke aadar par search engine humare blog ko top ranking deta hai. Iske alava bhi kai fectors hai jinke bare me mene apni is post me detail me btaya hai
Search Engine Me Top Ranking Pane Ki Most Powerfull 20 Seo Tips
1. Write Quality Content
Apne blog par always quality content likhe . kiun ki 1 quality content 100 quality less contents ke barbar hota hai.quality content se matlav ek aisi post likhne se jo readers ki mang ho, jis post ko google search engine me subse jayada search kiya ja raha ho or jis post se hume acha traffic mile.
ap jab bhi content likhe to apni audience ko target karke likhe. kiun ki hum post ko readers ke liye hi likhte hai. agar hum apne readers ki pasand ka content write karte hai or boh readers ke liye useful ho aisi post humare readers ko helpfull lagti or google bhi aisi post ko post ko support karta hai
agar hum search engine ke liye post likhte hai to hume apni post ko full seo ke sat sat logo ke liye useful banana chahiye. search ingine hamesh orgenic contents ko pasand karta hai. isliye contents ko copywrite na karke 100% original hi rakhe.
2. Unique Content
Unique content likhne ki koshish kare.unique content se mtlav post ko jis topic par abhi bahut kam post hai , jis topic par abhi koi post na ho or ap us post par subse pahle content likhta ho to bo unique content hai simle bhasha me bolu to sabse alg tarha ka content likhe
aisa karne se hume google humari post o acha response deta hai or umari post ko search engine metopa ranking par lata hai.
3. Use high Ranking Keywords in Title
apni post ke tital me high ranking keywords ko use kare.ye sabse important hai ki ap apne tital me kin keywords ko use karte ho agar ap tital me low ranking bale keywords ko use karte ho to google aise low keywords bale tital ko search me top par nhi lata kiun ki low keywords ko search engine ignore karta hai ijske karan humari post google search engine ke first page me show nhi hoti or isse humare blog ko nukasan udana padta hai
isliye ap jab bhi koi post likhe to uske tital me high ranking keywords ko likhe .Ab ap soch rahe honge ki high renking keywords kya hai chalo me bta deta hun high ranking se matlav aisi cheej jo search ingine me sabse jyada bar search ki jati hai, jo search me top par aati hai or jiski searching rank sabse jyada hai or keywords se matlav word ( shabdo ) se hai jo subse top par rank me or jo bahut important hai. high ranking keywords ka full matlav hai aise shabd jo search engine me bahut lokpariya, famous hai or jin shabdo ko google me jyada search kiya jata hai .
high ranking keywordss ko apni post me add karne se humari post google search engine me top par aati hai. to ab ap sumjh gye honge ki high ranking keywords ko tital me add karne se humari post ko google me kya response milta hai
4.Use keywords in H1 & H2
ye sabse important bat hai ki ap apni post ke keywords ko kanha par add karte hai. base to keywords ko puri post me janha important ho us jagha par likhne chahiye. lekin keywords ki density ek post me 1.5%-2.5% tak honi chahiye.
Base to post ke main keywords ko bahut jagha par use kiya jata hai. lekin h1,h2 me bhi apne main keywords ko use karna bahut important hai.Aisa karne se humari post seo hoti hai or target keywords se google ko pata chal jata hai ki humari post me kya kya hai.
heading me main keywords ko use karne se humari post search me top ranking hasil karti hai. isliye post heading 1, h2 me target keywords ko use kare.
5.Keywods Decoration on post
Keywords decoretion karne se pahle apko yah sumjhne hoga ki yah hai kya.iska simple sa means hai ki apne keywords ko sjana .jab hum apni post ke keywords ko color,weigh,size, etc ko change karte hai to use hum keywords decoration kahte hai.
search engine par high ranking pane ke liye hume apne keywords ki decoration karni chahiye . matlav apne main keywords ko bold kare aisa karne se googlesearch engine ko pata chal jata hai ki humare post me kya diya gya hai . google humare target kiye huye bold keywords ko jaldi catch kar leta hai.jisse humari post search engine me high rank par aati hai .
apni post me keywords decoration kare se humari post ko google se achi madad milti hai.
6. write Long Contents
full detail long articles likhne me apna pura time de kiun ki readers ko full jankari pasand ati hai readers aadi aduri jankari pasand nhi karte. readers blog par apni puri information ke liye aate ager ap unhe full detail articles likh kar nhi doge to be apke blog par aana hi chod denge. isliye ap apne articles me full jankari de taki readers ki help ho sake
apne blog articles ko long me likhe ho sake apni post par 1500-2000 shabdo ka use kare
long articles likhne se apka blog search engine me top par show hota hai or ap yeh samjh hi sakte ho ki jo post top par hoti hai usko kitna traffic milta hai. world me 90 % log search ingine ki top ki post par hi click karte hai. isliye apni post ko long or full detail me likhe
7. Collect back links
blog par high traffic pane ke liye hume dussre blog site se apne blog ke liye back link ko collect karna chahiye. hume apne blog le liye back links ko humesha top blog se hi collect karne chahiye kiun ki aisa karne se hume un blog ke back links ke sat-sat unke readers bhi milte hai.
back links ko jaldi pane ke liye jab koi top bloggers apne blog par post share karte hai to hum unke blog par sabse pahle matlav 1-4 no. par comment karte hai or kisi readers ki help karte hai to hume us site se back links jaldi milte hai.
8. Update posts regularly
mene kayi bloggers ko dekha hai jo apni post ko pablish karne ke bad use dubara se update nhi karte jiska unhe nuksan udana padta hai. old ya new post sabhi ko time-time par update karte rahna chahye yah seo keliye acha rahta hai
isliye apni post ko regularly update karte rahe. post ko roj update karne se google humare blog par roj aata hai or isse google humari post ko search engine me jaldi index karta hai . roj update karne se google ko post index karne me asani hoti hai.
apne blog par roj new post pablish kare kiun ki aisa karne se humre readers ko humare blog me khuch nya sikhne ko milta hai or google bhi aise hi blog ko support karta hai jo regularly update rahta hai
9. share blog on social Media
apne blog ko social media par share kare. social media blog par high traffic pane ka sabse easy rasta hai. social media se hum apne blog ke liye ture readers pa sakte hai. social media par twiiter facebook sabse famous hai ap blog ko in me share karke apne blog ke liye high traffic pa sakte ho. in do ke alava bhi bahut aisi site hai jo social media me bahut famous hai. social media world famous hai ager hum apne blog ko is par share karte hai to hume apne blog ke liye readers world se milte hai jo ek achi bat hai Or isse humara blog world famous ho sakta hai . isliye apne hindi blog par world se readers or high taffic pane ke liye apne blog ko social media par share & promote kare.
10. Hard Work na karke samart work
blogging me hard work ke sat sat smart work bhi kare. blogiing me hum jitna hard work karte hai usse baraber hi hume smart work karna chahiye. smart work se seedha matlav hai apne hard work ke sat-sat apne dimag ka upyog bhi kare.mene dekha hai kayi bloggers apni post me bo sab kam kar dete hai to fir bhi unke blog par acha treffic nhi aata.intna sab karne lekin khuch important work hote hai unhe chode dete hai jinka unhe nuksan udana padta hai
blogging me inhe hi smart work kahte hai agarap in work ko ache se kare hai to ape blog ko google search me high rank mlti hai . apne content ko full seokarna,target main keywords kosahi dang se use karna,images me ALT tag ko add karna sabse imposrtant hai hum inhe chodte hai to humara blog search engine me acha rank nhi karta in sabka use dhayan se kare taki apke blog ko search ingine me acha rank mil sake
11. use video & Images on posts
blog post Image ko full optimized kare kiun ki jab hum post likhte hai to us post keliye hume emages ki jarurt hoti hai Or hum image ko download karte hai or apni post par add kar lete hai. jis emage ko hum download karte hai bo old name , version bali hoti hai isliye yah emage full seo optimization nahi hoti yah old name par hoti hai agar hum apne post par aisi image ko dalte hai to iska humari post ke sat koi tal-mel nhi hota aisi photo post me na ke braber hoti hai . isliye hume image ki purani details ko badlana hota hai taki hum us image ko apni post ke hisab se optimized kar sake.
hume apni image ke old name ko badhlana hota hai or us image ka alta tag set karna hota hai
Or ik bat kahna chahunga ki ham jis photo ko apne post par add karte hai bo humari post ke 1000 chreckters ke brabar hoti hai matlav," 1 photo post ke 1000 creckter ke braber hota hai ( 1 image = 1000 chrackters ) ager hum apne photo ko bilkul sahi trike se optimized karte hai to humari post search me ache rank par aati hai. post ko acha rank milne se humare blog ko high treffic milta hai
isliye apni post Image ko sahi tarike se seo optimized kare
12. Use 100 % on page seo
apni post me on page seo sahi tarike se setup kare. onpageseo blog ki post ko search me lana ka sabse useful tarika hota hai.
on page me hume apnei post ki full detail btani hoti hai hume btana hota hai kihumari post mekitne leval hai ,time shedule ,target location country,post permalink,post ki search description,post' options,custom robots tags, etc in sab bloggers tools ka istemal karna hota hai.
hume in tool ko post me 100% complete karna chahiye tabhi hum apni post ko search melane ki soch sakte hai
jab ap apni post ko pablish karne jaye to usse pahle ap apni post ke left side me post settinns me diye gye tools ko full setup kar le . yanha par ap apni on page ki full setting kar sakte ho
13. Website Speed
yeh option bhi subse important hai ki apki site ki speed kya hai. kayi bloggers ki site ki speed kafi low hoti hai jiske karn unki site open hone me kafi time laa detii hai.or goole bhi aisi site ko ingine karti hai jianki speed low hoti hai
agar apki site open hone me 5 second se jyada lgaye to apko google me achi rank nhi melegi.
agar ap google search engine me achi rank pana chahte ho to ap apne blog ko simple design kare.
site ko good speed up karne le liye ap kahi se achi hosting choose kare or vps ya dedicated hosting le . iske alava ap cdn ka use bhi kar sakte hai isse blog ki server loading speed fast hogi ,jisse apka blog bhi fast loading ho jayega
14.summit site on all search ingine
apne blog ko sabhi search engine me summit kare. jab hum blog bnte hai bo bilkul nya hota hai jise search ingine me lane ke liye hume apne blog in sabhi search ingine me summit karna hota hai. world ke subse famous search engine google,yahoo,bing,askme, etc hai in par hume apne blog ko jarur summit kar lena chahiye
search engine me apne blog summit karne ke liye apko in sbke webmasster tools me jana hoga bnah se ap apne blog ko easly summit ka sakte ho. agar full setail me janan chahte ho to apko search ingien me apne blog summit kaise kare is topic se related kayi post mil jayegi janha se ap apni info pa sakte hai
15. don't write illegal contents
google policy me khuch aise topic par likhna manhi hai jisse ligo ki security ka nuksan ho. google ne hacking ke topic par likhne bale blog ko supprt nhi karta isliye hume apne blog par illegal contents nhi likhne chahiye
agar ap haching ke topic par likhte ho to google adsense kabhi bhi aprobal nhi hoga or apka blog bhi high rank nahi payega
isliye apne blog par kabhi bhi hacking,s*x,etc topic par na likhe isse google apko pnelty bhi pa sakta haiagar hum is topic par nhi likhhte hai to hume goole se high ranking bhi mil sakti hai.
don't paste coped articles on blog
16.write original content on your blog
apne blog me keval self write kiya hua contant hi pablish kare. apne contant ko kisi bhi tarha ka copy na kare. apne content ko 00% original rakhe. agar ap apne blog me copy paste karke content ko pablish karte hai to google aise content ko respone nhi karta or readers bhi ek hi stile ki likhi pransetion ko pasand nhi karta ap hi sochiyeagarap hi sochiye agar ap bhi koi help chahte ho to ap bhi original ke sat jana chahoge base hi google haoi googe bhi yahidekhta hai ki original content ko hi search me top rank di jaye or copy artical ko logo se dur hi rkha jaye isliye google ko budu na bnaye ye sab janta hai
apne content ko 100% original likhe aise karne se hume google search engine se hume achi top ranking bhi milti hai
17. Use Ssl certificate
apne kayi bloggers ki site ke age https// laga hua dekha hoga pahle log is par jyada diyan nhi dete lekin ab isko bahut value hai. kiun yah humari site sucare bnati hai yah site ki security ka kam karti hai. yah seo ko bi bnati hai
ab yah google ne bhi announcement kar diya hai ki jinki site SSL certificate ke bina aanijinki site https//url withoutssl certificate ke hogi to unsite ko google search engine me high renk nahi milega
18. Made Blog Mobile Optimized
apne blog ko full mobile optimized kare.agar ap india se ho to apko pata hi hoga ki humare blog par 70-85 % readers mobile se hi aate hai ager hum apne blog ko mobile reponsive nhi bnate to hume readers milna bahut mushkil hai or google search ingine bhi aise blog ko show nhi karta jo mobile friendly na ho.
isliye goole me apne blog ko top ranking me lana chahteho to apne blog ko mobile responsive full optimized karne ke liye apni blog theme template ko mobile friendly bnaye or blog ko simple design kare.
19.Keywords density
Hume humesha post likhte samye is bat ka dyan rakhna chahiye ki hum apne main keyword ko kitni bari likh rahe hai.
agaer hum kisi word ko bar barlikhte hai to hum black seo heting ke shikar ho raahe aisa karne hum apne blog search me nhi la sakte.
hum jab bhi ost likhe to hume is bat ka dyan rakhna chahiye ki humare main words 2% sejyada na ho mexximam 3%se kam hone chahiye taki googlepar humari black het ka shikar na ho sake or humari post ko google search engine me high rank bhi mile
20. Don't Miss Seo In Post
seo ko kabhi na chode ye humare blog ki jaan hoti hai inke bina humari post search me top par nhi aa sakti. kiun ki seo hi ek aisa trika hai jinke davaraa hum apni post ko search me top par la sakte hai. kai nebie blogger seo ko jhod dete or apne blog post ko seo nhi karte jinka unhe nuksan udhana padta hai.
me apko bata dun agar ap seo par focus nhi karoge to ap blogging me kabhi sufal nhi ho sange kiun ki seo hi ek jariya hai jiske sahare hum apne blog ko search me high rank par laa sakte hai or seo hone se post ko jyada readers milte hai jo humare blog traffic ko badhate hai
isliye hume apni post ko likhte time seo par full focus karna chahiye or apne blog par keval full seo post hi pablish karni chahiye.
21. Always Active on Blog
Apne blog par daily active rahna bhi apne blog ko achi ranking dene kaachatarika hai. google us blog ko highly show karta hai jo jayada active rahta hai apne blog ko socal media me par share kareapne blog ki importent setting kare, iske sat-sat apne readerscomment davara help karne ki koshish kare
Janha tak ho sake to apne blog me kam se kam 4-5 tak active rahe aisa karne se apke blog ko google me acha rankmilta hai
Final words
In my final words, me apko itna hi kahna cahunga ki agar ap google search ingine se apne blog ko top ranking dena chahte ho to apko upar diye huye top 20 full seo tips ko apne blog par follow karna chahiye. ye seo tips kafi useful ke sat sat important bhi hai
plz try these seo tips on your post & blog
Post name - search engine me top ranking pane ke most powerfull 20 seo tips
agar apko yah post achi lagi ho to ise social media par apne friends or bloggers ke sat share jarur kare....,

No comments:
Post a Comment