This blog about social network help,online help and tricks, online tips and tricks,all tech solution,setting full info,help and trick in hindi.

Showing posts with label Google Search Engine. Show all posts
Showing posts with label Google Search Engine. Show all posts

18 June 2018

New Website Blog Ko Google Search Engine Me Submit Kaise Kare Or Search Me Jaldi Kaise Laye

Google ke free platform blogger par bana new website blog ko 1 day me search engine me kaise laye or apne blog ko google search engine me submit kaise kare ki jankari:Hum blogger par apna free blog bana lete hai. But fir uske badh hum apne blog ko kisi bhi search engine me index kiye bina blogging ko start kar lete hai. Aur fir jab hum apna blog search engine me search karte hai to hamara blog search engine me show nhi hota. Kiun humne apna blog search engine me index nhi karaya hota aur apne website blog ko search engine me show or index kaise karvate hai ye hume pata nahi hota . Iske liye hume bahut seo tips follow karne hote hai. But aj me apke liye ayesi seo master trick laya hun jo apki website blog ko 1-2 day me google search engine ke first page me rank karvayegi.


 blog ko google search engine me submit kaise kare

Apne blog ko google search engine me top me jaldi show hote huye  dekhna all bloggers chahte hai. Jab koi newbie blogger new blog banata hai to bah apne blog ko google search engine me search karta hai but search engine uske blog ko  show nhi karta. Kiun ki google search engine ko humare new blog ka pata nahi hota.


All bloggers ko blogging me success hone ke liye search engine bahut important hota hai.  Yahi bah rasta hai janha se hume blog ke liye unique visitor milte hai aur bloggers blogging me success hasil karte hai.


New website blog ke Liye google search engine kuin jaruri hai

Google search engine world ka top search engine hai. World me google ko 70-90% people use karte hai. Google search engine se apni info search karte hai. World people google par faith karte hai. Isliye hume good traffic ke liye apne blog ko google search engine me jaldi index karna chahiye. Iske liye hume apne website blog ko google search console me submitted karna hoga.


Search engine se blogger blog ko 60-80% visitors milte hai .Apne blogger blog website ke liye good, unique viewers  search engine se milta hai. Isliye blogger blog ke liye search engine me index submitted hona important hota hai.


Google blogspot platform par bana free blog ko khud hi Google search engine me add kar leta hai. But agar hum khud se  blog ko Google search engine me index ya submitted karte hai to humara  blog google search engine par jaldi show hota hai or humara blog  google ke search box me show hone lagta hai.

New Blogger Website Blog Ko  Google Search Engine Me Submit Kaise Kare Or Search Engine Me Jaldi Kaise Laye

Google ke free plaform blogger par bana blog website ko jaldi google search engine me lane ke liye apne browser me "Google search  url submit" ko search kare . Search page ke top me google search console ki website hogi isko open kare. Ab apke samne ek popup window show hogi.Jisme apko 3 option show honge

Step 1: 

First google submission page par jaiye fir apna website blog url dale.

1. Url         

Isme apko apni website ya blog ka url fillup karna hoga. Apni website blog ka full name fillup kare. Jaise mera blog name hai - http://www.fullinfobook.blogspot.com/ . Ap is tarha se apna url fill up kar sakte ho. Niche image me dekhen.


2. reCAPTCHA 

Isme apko  apne human being hone ka proof dena hoga. Human hone ki verification karni hogi. Isme likha hoga "i am not robot "  Matlav me machine nahi. Verification ke liye square ke option ko click karen. Ab ek popup window show hogi. Yanha apko some photos ya images  show hogi aur apse question puchega ki niche photos me same cars,bus,hotal,street etc.. me apko same cheejo ke photos par click karna hoga. Tub reCAPTCH apko verify karega aur apke recaptcha square me tick laga dega.


3.  Submit Request 



Ab submit request par click kar dijiye.




Submit request par click karte hi ek massage show hoga  jo is tarha ka hoga

 blog ko google search engine me summit kaise kare

Step 2:

Ab google search console ke home page par jaye. Is window me hume blog ke url ko add a property me dalna hoga.
blog ko google search console me submit kaise kare

1. Yanha par apna blog url dale.
2. Uske bad add a property par click kar dijiye.
add a property par click karte hi ayesa massage show hoga.
blog ko google search console me submit kaise kare

Step 3 : 

1. Ab apne gmail inbox me jaiye. Inbox me google search console ne apki website ke name se ek massage bheja hoga usme ek link hoga use open kare.
2. Ab ap bapic google search console me pahunch jaoge.
3. Ab apne blog ke url par click kijiye.
pics

Step 4:

Massage option par click kijiye. Uske baad ki ek popup window open hogi. Isme hume apne blog ya website ki full detail fill karni hogi

Google Search Console


blog ko google search engine me submit kaise kare or jaldi kaise  laye














1. Add A Site

Yanha par click karke apni website ke url ko check kar lijiye. Yanha par aap apni website ko bina www ke set bhi kar sakte ho.



2. Set Preferred version

Apni website ko bina www ke kiun set karna chahte ho uski detail fill karni hogi.

3. Choose Country

Yanha hume us country ko target karna hai. Janha se hum belong karte hai aur humare blog ke liye high traffic milta hai. Jaise me India se hun aur me india people ke liye post karta hun. Isliye meri choose country India hai. Agar ap india se ho to india choose kijiye.

4. Manage Site Users






Is option se humre blog ko kon kon people manage kar rahe hai ki details fill karni hai. 


5. Submit Site Map

Submit site map par click karke apna site map bana lijiye.


6. Using Search Console

Google search console apki website blog ke liye kaisa kaam kar raha hai ki full details di gayi hai.



Complete setting check karne ke baad ap google search console ke  home page par jaiye aur apni website blog ke url par click kijiye.

Ab apka blog google search console me submit ho chuka hai, bas thoda wait kijiye.


Note - Google search console apki website ko 1-5 din me dikhna start kar dega.Ab aap check kar lijiye apki website Google search engine box par show ho rahi hogi. 


I hope, apko yah post help full lagi ho. More blogging tips, tricks and solution ke liye keep visit this blog. Because me is blog me issi tarha ki jankari deta hun.

agar apko yah post apne new blog website ko google search engine me submit kaise kare or search me jaldi kaise laye achi lagi ho to ise apne social media  me apne friends ke sat share kare taki apki bajah se kisi aur ki help ho jaye. Kisi bhi help ke liye comment kare.